SBI Bank Net Banking Banaye Bina Bank Jaye :





Hello Friends aapka hamari Site Mein Swagat Hai aaj main aapko batane ja rha hu ki Ghar par Online net banking kaise kare sbhi bank ki lagbag same procees hai main apko SBI ke bare mein batane ja Rha hu

Sbse pahle apne Browser mein Apne Bank Ki netbanking site open kare

SBI Bank 

Site Open Karne Ke Baad Apko login ka option dikayi dega uske niche Apko New User Resitration
par click karna hai 

 Ab kuch option aye ge jo aapko fil karne hai
1 Account Number
2 CIF Number Ye aapki passbook par mil jayega
3 Branch Code agar aapko nahi pta hai to aap Get Branch Code par click karke Malum kar skte ho
4 Country
5 Resitered Mobile Number
6 Facility Required aapko Full transiction Rights Choose karna hai
7 Captacha Code

ye sbhi option fill karne ke baad aapko SUBMIT kar dena hai



Fir aapse puchega ki ATM hai ya nahi agar hai to aap yahi se Netbanking bna skte ho bina bank jaye
agar aapke pass ATM Card nahi hai to aapko bank mein jana padega



Ye Bhi Padhe


Fir ye Fees Ke liye aapse Card Information Mangega Jo Ki Aapko Bilkul Thik Trah Se Fill Karni Hai

Fir apse Temp Username And Login Password Mangega Jo Ki aapko fill karne hai

 ye sbhi fill karne ke baad aapko login page par chod dega Jha Par aapko username or Password dall kar login hona hai














Fir aapko apna Orignal  username choose karna hai jiski availibilty ye aapko show kare ga Appko accept par Tick karke Submit kar dena hai







YE bhi Padhe:

How To Apply Online Driving Licence In India ( Full Process Step By Step ) In Hindi

Aapse ye Dobara Login Password Choose Karne ko kahega jo Ki aapko foll kane hai

Or fir Confirm par Click Kar Dena Hai















Ye Aapse Profile Password Fil karne ke liye kahega Ye Password har Transaction me pucha Jaye ga 

Kuch Or Option kahega Jo aapko fill  karne hai sbhi fill karne ke baad submit karde

Ab aapka NetBanking Account Read Hai


Agar aapko koi problem aati ho ya or Kuch janna Ho to Comment karke bta de



Post a Comment

أحدث أقدم