Kya aap GOOGLE ADSENSE account approval trick mein janna  chathe to aap bilkul thik jagah par aaye hai apko pta hoga adsense kya hai or ye kaise kam karta hai agar janna chate ho to is link se janne.
CPC(cost per click) or CPM(COST PER THOUSAND IMPRESSIONS)  based network hai.
sabhi new blogger ka ek dream hota ki unka adsense jaldi approve ho jaya aisa ho skta hai iske liye kuch trick hai

Write high quality content

Content=king content blog ka Raja hota. jo post status hum apne blog or website per dalte use content kha jata hai or jo post kisi dusri site se copy na ho use Quality content
 kha jata. Is liye aap sada apne blog per orignal content hi dale.

App apne blog mein jayda se jyada post dale isse aapke acc. approve hone ke chances bad jate hai or kam se kam 21 post to jarur dale

Kis tarh ki post update Na update na kare

Appko apne blog mein Adult,Gambling,abusive conten or Casino type ki post ko nahi dalna chahiye is se google adsense approve hone mein time lagta hai or approve hota bi nahi hai isiliye aapko apne blog mein is tarhe k content nhi daalne chahiye.

Other Ads network

Appko apne Blog mein other ads network ko approve nahi karna hai jab tak aapka adsnse approve nahi hota approve hone k baad aap dusri ads on kar skte hai per Dyan rakha hayda mat krna is se adsense acc. per asar padega or site ofening speed bi kam hogi.

Konse Page Jaruri Hai

Aap apne blog mein About, Contact and Disclaimer jaise page jarur dale. In sbi ke bager bhi adsense approve hota hai per by luck adsense unko bhi approve karta hai jis blog mein kuch page ho isliye apne blog mein Page jarur banaye.


EASY ADSENSE APPOVAL TRICK

1 New Blogger sada new topic per hi post dale.Har post minimum 300 se 400 words ki honi chahiye .
2 About,Contact,Disclaimer page dalna na bhule.
3 dusero ki post ko copy ker k na dale.
4 Ek mobile frindly site degign kar.


JAI HIND

                                                    LOINHEARTS

Post a Comment

Previous Post Next Post